Google Drive Kya Hai: Google Drive Ko Istmal kaise kare

Share:
Hello dosto aaj me apko batane bala hu ki Google drive kya hai. Agar dosto aap google drive istmal karoge to aap ko iske bahut sare benefits hote hai. Agar aap apni files ko online rakhna chahte hai to google drive bahut hi achha way hai. Ham google drive ko istmal karke apni files, photos, song, video, documents upload kar sakte hai.
Google Drive Kya Hai - Google Drive Ko Use Kaise Kare
Google drive ko use karne ke hmhe bilkul bhi paise nahi dene padte hai. Drive bilkul free hai kyonki ise google ne banaya hai. jiske karan yah bilkul free hai. Aap ko to pata hi hoga ki google aaj ke time kitna bada udhyog hai. Google ki itni sari services hai jo apko har feild me milengi.

Google Drive Kya Hai - Google Drive Ko Use Kaise Kare

Google drive ko google ne 24 april 2012 ko develop kiya tha. Google aaj ke time me har kisi ke liye jaroori hai. Agar aapke mobile ki memory kam hai or aap jayada data add karna chahte hai to aap google drive ka istmal kar sakte hai.

Google drive ko ham do prakar se istmal kar sakte hai. Online and offline ham google drive ko istmal kar sakte hai. Agar aap mobile user hai to aap drive ka mobile app apne playstore se download karke use kar sakte hai aur iske sath hi aap online official website par bhi login kar sakte hai.

Google Drive Hmhe Kitna Storage Deta Hai ? 

Dosto jab bat agayi hai ki google drive ko ham kis storage tak istmal kar sakte hai. Yani ham drive par apne photos aur documents, video and other files ko kitne storage tak upload kar sakte hai. Bese dosto google drive ek pro service hai jisko istmal karne ke hmhe paise nahi dene padte hai. Lekin agar aap google drive ko chhod kar or koyi storage service choice karenge to apko bahut sara paisa dena padega.

Google drive hmhe minimum 15GB tak ka storage deta hai jo ki bilkul free hai. Iske hmhe koyi paise nahi dene padte hai.
Google Drive Kya Hai - Google Drive Ko Use Kaise Kare
Agar aap 15GB complete kar lete hai to aap or bhi storage le sakte hai lekin apko fir plan choice karna hoga jiske liye apko paise dene hoge. Iske liye bahut sare plan hai jinhe aap select kar sakte hai.

Google Drive Par Kisi File Ko Upload Kaise Karte Hai ?

Google drive par files upload karna bhut hi easy hai. Drive file ko upload karne ke liye hmhe google drive par acount banana hoga joki ham direct apni gmail id se login karke create kar sakte hai.

Step 1:

Sabse pahle aap google drive ki official website par jaye. Ya phir yaha click kare Google Drive or phir apni gmail id se login kare.

Step 2:

Ab Aap left side me new par click kare, agar apke deshbord me yesa option nahi ata hai to aap direct upload ke button par click karke file ko select kare.
Google Drive Kya Hai - Google Drive Ko Use Kaise Kare

  1. New par click kare
  2. File upload par click kare
  3. Ab aap apne storage mese file select karke upload kare
Bas is prakar dosto apki jo bhi file hogi apki google drive par upload ho jayegi. to dosto me asha karta hu ki apko mera post passand aya hoga to dosto aap is post ko jyada se jyada share or dosto meri is blog ko subscribe kare.

No comments